Bewafa sanam

Khud ki mohabbat fanna kaun karega,

sab nek banenge to gunah kaun karega

Ae khuda bewafa sanam ko salamat rakhna

Warna roz meri maut ki dua kaun karega…

~ by f0ry0u on February 18, 2007.

2 Responses to “Bewafa sanam”

  1. Hum uski tarah simtagar to nahi.
    Uski gali ko jaate uske dar to nahi.
    Wo itna they bewafa, kabhi pucha na hum se.
    Zinda hain uski yaad me maray to nahi.
    Ik bar jo bula leta bhool jate har sitam uska.
    Ke kahin wo mera rehbar to nahi.
    Jis ne chalna sikhaya hamain, is rah par.
    Ab chor gaya akela, ye kehar to nahi.
    Agar wo Khush he dunya ke saath, to uski aankhon me dekho kahi us main mera toota hua ghar to nahi.
    Hum uski tarah sitamgar to nahin.

  2. likha to aap ne kafi accha hia … lakin aab likhna q band ker diya … keep coming with good stuff… will be waiting!!

    Take care

    Tosha

Leave a Reply